You are welcome to add like these words with definition and also welcomes to add a better definition for the words already entered here ; Add it in GUEST BOOK,----> please.

SEARCH here

Thursday, January 16, 2014

Dakhni / Hyderabadi mohawray (idioms); part- 1


Real and pure Dakhni / Deccani Mohawra (Idiom). 
Matlab hasil karo, mazaa khoob karo.
————————————————

Khujaana ki fursat nahin! Aata na jaata tabla bajata!
Apni kismat phutti,Jaan chudai wan pyaz roti!

Giray tau giray taang ooppar!
Dhobi ka gadha na ghar ka na ghat ka !
Kutthay ka goo na leepnay ka na thopnay ka !
Choti handi ku ubaal zyaada !
Iski topi us kay sar !
Khade to long Baitay to ilaichi !
Giddathun fitnatun !
Doodh peday ku makoda laga !
Kutte ki dum tedi ki tedi !
Chor ki daadi mein tinka !
Bheekary sey bheek mangey to haggey tak mara!
Naye fakheer ko bheek ki jaldi!
Rotaa gaya martey ki khabar laaya!
Ek Hammam mein Sab Nangey!
Mian ki jooti mia ke sar!
Naach na jaane Aaangan teda!
Daane Daane pe likha hai Khaane waale ka naam!
Nangi nahayegi kya aur nichoodegi kya!
Boodhi ghoodi laal lagaam!
Bandar kitna bhi boodha ho jaaye, Kulaati maarna nahin bhoolta!
Bhains ke aagey been bajaaana!
Begaani shaadi mein Abdullah Deewaana!
Chor se jaaye per chori se na jaaye!
Sacche ka bol baala , bure ka mu kaala!
Sau sunaar ki Ek Luhaar ki!
Haath kangan ko Aaarsi Kyaa!
Khoda pahad nikla chuha!
Allah mehraban, tho Dadhaa Paillwan!
Akall Badi , Bhayins Badi!
Chor ki bomdi chowrahay pey!
Kaala akshar bhains baraabar!
Khatm kahani, Barkhast biryani!
Yaad aaya tau Paad(fart) aaya!
—————–
Collected & edited by Shaik Abdul Jabbar

No comments:

Post a Comment