You are welcome to add like these words with definition and also welcomes to add a better definition for the words already entered here ; Add it in GUEST BOOK,----> please.

SEARCH here

Thursday, January 16, 2014

Dakhni / Hyderabadi mohawray (idioms).; Part- 2

Real and pure Dakhni / Deccani Mohawra (Idiom). 
Matlab hasil karo, mazaa khoob karo.

—————————————————–
Dalinder gaya haat, tarazoo na baat

Sasta rooye baar baar , mahenga roye ek baar.
Sau chuhe khaake billi haj ko chalee.
Billi ke khaab mein chichde.
Ghar ki murgi daal baraabar.
Haat aaya, per mu na laga.
Kaam ke na kaaj ke , man bhar anaaj ke.
Charaane ke bander ko baraane ki rassi..
Alif ka naam bhaala..
Sone pe suhaaga.
Chaar chaand lagna.
Sooraj ko chiraag dikhaana..
Saste ka maal raste mein..
Pita per poot, jaat per ghoda, poora nahin to thoda thoda..
Neki kar dariya mein daal.
Khud ke pair pe khulhaadi maarna.
Apni Zabaan ko lagaam dena..
Kawwa chale hans ki chaal ,
Bhoola dekho khud ki chaal..
chiraag tale andhera…
Apne mu miya mutthu banna..
Jangal mein mangal……
Hote Jhaad ke Chikne Paat
Muflisi mein Aata Geela
Subha ka bhoola shaam ko ghar aaya
Bawa ka khako mamu ke bakriyan charana
Chamdi Jaana Damdi Nai Jaana
lakheer ka fakeer
Ungli diye to Haath Kheenchtain
Niyyat mein Khatra Jholi mein Phatra
Pal mein tola pal mein masha
Kichchad mein pathar phekna
Mun mein zikr baghal mein churi
Her din eik jaisa nahin hota
Laad kar re hajjam – kaddu ke utta aam
Ghade bhar doodh mein makkhi padgayi
Pet bhar gaya, Niyaat nai bhari
Saari Khudaaaaiii ek taraf, Jooru(Apni Basanti) ka bhai ek taraf
Khaala (aunt) ku mucchiyan rahte to khaaloo pukarte the!
—————-

Collected & edited by S.A.Jabbar, Kozhikode

No comments:

Post a Comment